لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

YE ZAMEEN

Shabbir and Abbas Tejani2012
ShiaNohaLyrics
YE ZAMEEN Ya Hussain Anta harrartal abeed Ya Hussain dhikruka saara nasheed Ya Hussain Qatau minkal wareed Ya Hussain ya ghareeban ya shaheed (Ye zameen , asman kehraha hai ya Hussain Momino ke lahu mei behraha hai ya hussain ) x2 Thi ye sabko khabar , ye jahaa ( n) sab hai tera Haa ( n) magar , ye sila tujhko ummat se mila Tha tera sara tan, teero ( n) se itna bhara Ghirke phir rukgaya teero ( n) pe lasha tera (Ye zameen , asman kehraha hai ya Hussain Momino ke lahu mei behraha hai ya hussain ) x2 Anta qurban-ul-ilaah , anta lid- deeni fidah Dammukas-saala ulaah , qaddasal baari sanaah Ya Hussain , ya Hussain , sirta lid- dunya manaar Ya Hussain ya Hussain , dhikruka Adhaa shiaar (Ye zameen , asman kehraha hai ya Hussain Momino ke lahu mei behraha hai ya hussain ) x2 How Yazid tried to bury your name into the sand Covered up karbala , but this was allahs command that hussain will live on in this world in every land till the end we will mourn our masters final stand (Ye zameen , asman kehraha hai ya Hussain Momino ke lahu mei behraha hai ya hussain ) x2 Har jawaa ( n) peer ke , dil se uthti hai sada Apne khu ( n) se jalaaye gham -e- sheh ka diya Zindagi kuch nahi ( n) gar na ho sheh ki aza Is ki khatir karenge ham apni jaa ( n) fida (Ye zameen , asman kehraha hai ya Hussain Momino ke lahu mei behraha hai ya hussain ) x2 Jis liye haaye Zainab tarapti rehgayi Jisliye umr bhar , roya Abid Khun bhi Meri maayei ( n) bahan , wo rida pehna karo Shaam ke daastaa ( n) se mila kya kuch nahi (n) (Ye zameen , asman kehraha hai ya Hussain Momino ke lahu mei behraha hai ya hussain ) x2 Dars ye milraha hai hamme Abbas se Apne bazu agar, jism se dono kate Jism se khu ( n) ka darya agar behta rahe Bas hamesha hussai ( n) pe wafa jari rahe (Ye zameen , asman kehraha hai ya Hussain Momino ke lahu mei behraha hai ya hussain ) x2 Shaam mei haaye bechayn dil zainab ka tha Chahti thi ke matam kare shabbir ka Haa ( n) magar khu (n) mei tar haath the gardan pass Dekh ke uski majboori bola ye khuda (Ye zameen , asman kehraha hai ya Hussain Momino ke lahu mei behraha hai ya hussain ) x2 Anta harrartal abeed , dhikruka saara nasheed Qatau minkal wareed , ya ghareeban ya shaheed Ya Hussain ya Hussain , bismika ad- dunya tadoor Ya Hussain ya Hussain , qabrukaz-zaahi yanoor (Ye zameen , asman kehraha hai ya Hussain Momino ke lahu mei behraha hai ya hussain ) x2 Ye Tejani sada hai hamare khun ki Dil mei aur ankh mei , karbala bas hai basi Tera matam nahi ( n) ruksakega ab kabhi Jo rukawat hai ham, tor dalege sabhi (Ye zameen , asman kehraha hai ya Hussain Momino ke lahu mei behraha hai ya hussain ) x2