MERE ZAWWARO
Shabbir and Abbas Tejani•2013
ShiaNohaLyrics
MERE ZAWWARO
Mere
zawwaro
(
n),
ake
suno
tum
,
meri
kahani
1.
Mere
baba
the
khuld
ke
malik
,
jiske
darpar
Quran
utra
tha
Uski
poshaak
ayi
jannat
se,
unke
sadqe
se ye
jahaan
bana
Mushkilein
jab
pari
thi
fitrus
par,
uska
zamin
bana
mera
baba
Mere
zawwaro
(
n),
ake
suno
tum
,
meri
kahani
2.
Meri
dadi
thi
Fatema
Zahra,
asl
mei
jo
thi
ayat
-e-
tatheer
Mera
dada
tha
Haider
-e-
Karrar
,
hai
bari
jinki
deen
mei
tauqeer
Mera
bhayi
ka
tha
yahi
paikar
,
wo
tha
bilkul
rasool
ki
tasweer
Mere
zawwaro
(
n),
ake
suno
tum
,
meri
kahani
3.
Eik
din gar se ham
huwe
rukhsat
,
raah
mei
ik
muzahimat
ayi
Ponche
ham
karbala
ke
maydaa
(n)
mei
,
saathwi
din se band
tha
pani
Zalimo
(n)
sab
jama
huwe
ban
mei
,
jang
ki
kar
rahe
the
tayyar
Mere
zawwaro
(
n),
ake
suno
tum
,
meri
kahani
4.
Nikla
ashur
yawm
ka
suraj
,
chamki
zalim
ki
fauj
ki
talwaar
Haye
qasim
ka tan
huwe
tukre
, mere Akbar ka
tha
kaleja
paar
Mere
Asghar
ki
chidgayi
garden,
khun
ko
arz
ne
kiya
inkaar
Mere
zawwaro
(
n),
ake
suno
tum
,
meri
kahani
5.
Pyaas
meri
bujhane
ko
ammu
,
nikle
mashkiza
aur
alam
lekar
Mashk
ko
bhar
ke
laut
aata
tha
, par in
ankho
(n) ne
dekha
ye
manzar
Dono
bazu
kate
baha
pani
,
aur
na
aya
kabhi
bin-e-
Haider
Mere
zawwaro
(
n),
ake
suno
tum
,
meri
kahani
6.
Mene
Asghar
ke
baad
ye
dekha
,
baba
maydaa
(n)
mei
rehgaye
tanha
Unpe
har
ik
taraf
se
tha
hamla
, tan to
zakhmo
(n) se
choor
choor
huwa
Shimr
seene
pe
beyth
ke
apna
,
kund
khanjar
se
kaata
pyaasa
gala
Mere
zawwaro
(
n),
ake
suno
tum
,
meri
kahani
7.
Socho
kya
gham
guzarta
tha
dil
mei
,
shimr
ne jab
kiya
sitam
mujhpar
Khayme
mei
aake
meri
godi
mei
,
phenka
pyaare
mere
padar
ka
sar
Khenchkar
mujhko
mere
baalo
(n) se,
zor
se
cheena
kaano
(n) se
gohar
Mere
zawwaro
(
n),
ake
suno
tum
,
meri
kahani
8.
Ham
gharibo
(n)
pe
kaisi
raat
ayi
,
jhalgaye
khayme
chingayi
chadar
Dhundti
thi
mei
ran
mei
baba
ko
, is
andhere
mei
haaye
rorokar
Eik
laashe
se ye
sada
ayi
,
awo
soja
Sakina
sine par
Mere
zawwaro
(
n),
ake
suno
tum
,
meri
kahani
9.
Gyarwi
subh
ham
huwe
rukhsat
,
dhoop
sar
pe
thi
mei
rasan
basta
Pusht
par
taziyanei
(n)
lagte
the,
aur
kanto
(n) se
tha
bhara
rasta
Haath
mei
leke
aag
ke
patthar
,
hampe
barsa
rahe
the
sab
aada
Mere
zawwaro
(
n),
ake
suno
tum
,
meri
kahani
10.
Mujhko
darbar
mei
huwa
maloom
,
kis
qadar
thi
hamari
majboori
Eik
be
sharm
o be
haya
zalim
,
ki
thi
khwahish
meri
kaneezi
ki
Sab
nigahei
(n)
thi
haaye
abid
par, par
na
kuch
kar
saka
mera
bhayi
Mere
zawwaro
(
n),
ake
suno
tum
,
meri
kahani
11.
Baad
-e-
darbaar
ham
chale
zindaan
,
na
thi
chat
aur
na
tha
koi
saya
Din
mei
sar
pe
thi
dhoop
ki
shiddat
,
Aur
shab
ka
andhera
tha
thanda
Mei
nahi
so
saki
thi
ay logo,
jabse
bichra
tha
baap
ka
sina
Mere
zawwaro
(
n),
ake
suno
tum
,
meri
kahani
12.
Ay Tejani
wohi
Sakina
jo
,
na
kabhi
so
saki
thi
zindaa
(n)
mei
Eik
raat
usko
aisi
neend
ayi
,
usko
na
koi
bhi
jaga
paayei
(n)
Tha
jo
majboor
qayd
mei
abid
,
apne
haatho
(n) se
usko
dafnayei
(n)