لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

SHABBIR TERA YE MATAM

Shabbir and Abbas Tejani2013
ShiaNohaLyrics
SHABBIR TERA YE MATAM Ye matam , ye matam Shabbir tera ye matam 1. Ta hashr rahenga jaari Ta hashr rehega qayam Ye matam , ye matam Shabbir tera ye matam 2. Ye farshe aza ye giriya ye majlis matam nawha , Ye ashko ( n) ki barsaate ye khoon ka behta dariya Hum karte rahe he payhum , hum karte rahege har dam Ye matam , ye matam Shabbir tera ye matam 3. Hum matam karne waale hum nawha parhne waale , Beshak hai duwaaye zehra shabbir pa rone waale , Ye ashk nahi hai waiz ye zakhmo ( n) ka hai marhum Ye matam , ye matam Shabbir tera ye matam 4. Ay munkire matam sunle matam se na rakh bezaari Zehra ki amanat hai ye kar tu bhi amanatdaari Milta hai naseebo ( n) se ye zehra ke gharane ka gham Ye matam , ye matam Shabbir tera ye matam 5. Zainab ne kiyaa ye matam jab shaam ke zindaano me, Lagta tha qayamat aayi kuffar ke aywaano me, Choda so baras guzre hai ( n), matam na huwa abtak kam Ye matam , ye matam Shabbir tera ye matam 6. Kya mojiza ye matam hai , duniya ke har shehro (n) mei Hote hai juloos -o- Matam , wo chaaho to bhi pehro (n) mei Har aik nafas rowega , tujhko ye saara aalam Ye matam , ye matam Shabbir tera ye matam 7. Zanjeer ka ye matam hai sajaad ke zanjeero (n) ka, Mitsakta nahi hai matam shabbir tere bacho ( n) ka, Marsakta nahi ye matam , gar mar bhi jayege hum Ye matam , ye matam Shabbir tera ye matam 8. Zehra ki tamana hai zainab ke liye pursa hai , Na sirf azaa khano me ye aag pe bhi hota hai Rehta hai saro ( n) par apne , abbas ali ka parcham Ye matam , ye matam Shabbir tera ye matam 9. Shabbir tera ye matam naslo me rahega baqi , " Rehan " ibadat hai ye maula ki matamdaari , Hum matam hi karte ho, ay kaash nikal jaaye dam