لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Hamara rishta hussain s hai

Shadman Raza2009
ShiaNohaLyrics
Humara rishta Hussein se hai Kashtiyé diné khuda ka rakhuda hussain hussain hussain Ya hussain, Ya hussain ... hussain hussain Humé na ja ho saltanat [na takht-o-taaj chahiyé] x2 Baland taaj-o-takht sé [maga mizaaj chahiyé] x2 Shahidé karbala ka buss, dilon pé raaj chahiyé Ya hussain, Ya hussain ... hussain hussain Hamara rishta hussain sé hai x2 buss ék rishta hussain sé hai Zoher-o-Muslim ibné Osajaa, Shabir ki tarha Janabé Hur aur John ké naseeb ki tarha Humé yé fakhr hai ké hazraté habib ki tarha Hamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé hai Hai kaun apna tchara gar hussain hai hussain hai Hai kaun hum sé baa khabar hussain hai hussain hai Hai kaun apna raah bar hussain hai hussain hai Hai kaun dil mein jal bagar hussain hai hussain hai Hamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé hai Har ek simt dehr mein hai ya hussain ki nidaah Har ek kaum ki har ek dine ki bhi hai sadaa Kamaal to yeh hai ké bhoot parasst bhi yeh bol utha Hamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé hai Hamara tchara gar nahin koyi hussain ké siva Hamara baa khabar nahin koyi hussain ké siva Hamara raah bar nahin koyi hussain ké siva Hamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta Hussein sé hai Yeh woh hussain hai mila hai jisko doshé Mustufa Yéhi baqaaré arsh hai yéhi hai naazé kibriya Ana minal Hussain keh ké yé Nabi né keh diya Issi sabab sé aaj hum bhi dé rahe hai yeh sadaa Hamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé hai Hussain ko dilon mein tum bithaalo ay hussainiyo Hussain ko nazar mein tum bassaalo ay hussainiyo Yeh keh ké apna dehr ko banaalo ay hussainiyo Hamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé hai Samaa silé ké taa samak hussain hi hussain ho Zamin sé aasma talak hussain hi hussain ho Jahan jahan falak falak hussain hi hussain ho Hamara rishta Hussain sé hai, buss ék rishta Hussain sé hai Jahan péh gham Hussain ka wahan péh bhi siya saté Jahan péh gham hussain ka wahan péh bhi kadhuraté Khuda ké waasté mitaado dil ki yéh galaazaté Munaafiqat ko tchhor kare payal zaban yehi kahé Hamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé hai Rahengué yawmé hashr bhi wohi to log Shadman Ghamé hussain mein jo kar rahein hai naaraa o fugaan Ay Maajid apné paas aana paaégua ghamé jahan Hamara rishta hussain sé hai, buss ék rishta hussain sé hai Sirf Ya Hussain ....