لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ro rahe hein imame Zamana)

Shadman Raza2009
ShiaNohaLyrics
Ro rahe hai Imaam e Zamana [as] Imam waqt hai ranjeeda kaun sochenga Aa kissi roz, isi doukh pe , ikhathar rowe (Ro rahe hein imame Zamana)*2 Yaad karke loutre gar ka manzar (Ro rahe hein imame Zamana)*2 Khak karbobala dale sar par (Ro rahe hein imame Zamana)*2 1-Tair ta hai nazar me woh manzar (Tsal raha hai namazi pe khanjar)*2 Vaar hota hai soukhe gale par (Ro rahe hein imame Zamana)*2 2-Bhul sakte nahi jalte khaime (Bhul sakte nahin taaziane)*2 Bhule kaise woh Zainab ki tchaadar (Ro rahe hein imame Zamana)*2 3-Yaad hai ounko ab bhi vo manzar (Jab baraste te pathar saron par)*2 Bibiyan Shaam me thi khule sar (Ro rahe hai Imame Zamana)*2 4-Yaad karke louthi chhaadaron ko (Yaad karke safar ke dukhon ko)*2 yaad karke Sakina ke gohar (Ro rahe hein imame Zamana)*2 5-Yaad karke woh ghazi ke baazou (Yaad karke woh Akbar ke gessou)*2 Yaad karke woh zoulme sitamghar (Ro rahe hein imame Zamana)*2 6-Zikr-e-Karbobala ho raha hai (Aaj saara jahaan ro raha hai)*2 Aa ke khoud aaj farsh-e-azaa par (Ro rahe hein imame Zamana)*2 7-Al ajal al ajal kehne valon (Apne aamal ko bhi to dekho)*2 Baa khouda ghaib me aaj tum par (Ro rahe hein imame Zamana)*2 8-Ghaib me kar rahe hai douaen (Jald ghaibat se baahar vo aee)*2 Badla karbal ka le jald aa kar (Ro rahe hein imame Zamana)*2 9-Ankh mere kalam ki houwi nam (Kar rahi hein ye tehrir matam)*2 Noor noha raqam ho ye kyun kar (Ro rahe hein imame Zamana)*2