لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Aal e Rassool par

Shadman Raza2010
ShiaNohaLyrics
Aal e Rassool par Koufe ki Shahzadiyan Shaam ke bazaar me Zainab o Kulsum hain majmae meh khar me jiss tarha Aale Nabi be rida ho kar gayi is tarha koi na hi be rida darbar me Har janeb hai khaas o aam Zainab aur bazaar e Shaam be maqna be chadar haay Fatema Zahra ke gulbaar Nauha tha Aabid ke lab par Hay hay Zainab hay hay Shaam Hay hay Zainab hay hay Shaam*4 Aale Rassol par yeh kaisa maqam aaya*2 Hay hay Zainab hay hay Shaam*2 Chadar nahi hai sar par baazar e Shaam aya Aale Rassol par yeh kaisa maqam aaya Hay hay... *2 Gayrat se sar jukae Saydaniyon ko le kar *2 Tauqe gara me jakra Chauta Imam aaya Chadar nahin hai sar par baazar e Shaam aaya Aale... Hay hay.. *2 Sab Bibiyon ke pichhe gayrat se chhup rahi thi *2 Darbaar e Shaam me jab Zainab ka naam aaya Chadar nahin hai sar par baazar e Shaam aaya Aale... Hay hay.. *2 Maa behne sar khule hain aur sar jukae Aabid *2 eik imtehan dene baazar e Shaam aaya Chadar nahin hai sar par baazar e Shaam aaya Aale... Hay hay.. *2 Bazaar ashqyan me ashqe aza bahata *2 Durron pe durre khata mera Imam aaya Chadar nahin hai sar par baazar e Shaam aaya Aale... Hay hay.. *2 Yaad aayi woh Sakina joh qayd hai musalsal *2 Jab samne hamare zindaan e Shaam aaya Chadar nahin hai sar par baazar e Shaam aaya Aale... Hay hay.. *2 Qaysar ka nauha kehna aur Shadman ka parhna *2 Bakhsish ke sa aton me donon ke kaam aaya *2 Chadar nahin hai sar par baazar e Shaam aaya Aale... Hay hay.. *2