لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Labbaik ya husain

Shadman Raza2014
ShiaNohaLyrics
labbaik ya husain.(4) ya ali ya ali ya ali ya ali madad labbaik ya husain ya ali ya ali ya ali ya ali madad Dono ki ek tegh se ham ko mili rasad..ya ali ya ali ya ali ya ali madad, ya ali madad labbaik ya husain ya ali madad labbaik ya husain..(2) labbaik ya husain ya ali madad..(2) 1. Har ghum se door rakhta hai bus hum ko sheh ka ghum taqat agar hai lafzo me talwar hai qalam..(2) kitni balandiyo pe hai abbas ka alam..(2) ehle aza ka aaj bhi ucha hai jisse qad ya ali ya ali ya ali madad, ya ali madad labbaik ya husain ya ali madad labbaik ya husain..(2) labbaik ya husain ya ali madad..(2) 2. Dil me hai ya husain labo par hai ya ali hai ya ali madad se larazte ye khaibari labbaik ya husain se kab bach saka koi kab bach saka koi..(2) aae yazeed koi bhi aajae abdawad ya ali ya ali ya ali madad, ya ali madad labbaik ya husain ya ali madad labbaik ya husain..(2) labbaik ya husain ya ali madad..(2) 3. Koi yazeed khatm nahi kar saka hame is ya ali madad ne diya hausla hame diya hausla hame..(2) labbaik ya husain ne zinda rakha hame..(2) zinda hai jisse aaj bhi islam ka jasad ya ali ya ali ya ali madad, ya ali madad labbaik ya husain ya ali madad labbaik ya husain..(2) labbaik ya husain ya ali madad..(2) 4. Maulai hum hai maut se darte nahi hai hum bay'at kisi yazeed ki karte nahi hai hum karte nahi hai hum..(2) hum qatl ho bhi jae to marte nahi hai hum marte nahi hai hum..(2) taboot dang rehgaya hairan hai khirad ya ali ya ali ya ali madad, ya ali madad labbaik ya husain ya ali madad labbaik ya husain..(2) labbaik ya husain ya ali madad..(2) 5. Zalim ka sirf zulm hi sehte nahi raho apna difa karna bhi wajib hai dosto utho husainiyo zara himmat se kaam lo himmat se kaam lo..(2) ab inteqam lenge ke ye aakhri hai hadd labbaik ya husain..(3) labbaik ya husain ya ali madad..(2) 6. Ghum bhi khushi se sehte hai labbaik ya husain aansu lahu ke behte hai labbaik ya husain laashe uthake kehte hai labbaik ya husain labbaik ya husain..(2) deedar hai ali ka mili hai hume lahad ya ali ya ali ya ali madad, ya ali madad labbaik ya husain ya ali madad labbaik ya husain..(2) labbaik ya husain ya ali madad..(2) 7. Bibi ke kaam karne hai himmat badhaiye akhir imam e asr ko ab to bulaiye ab to bulaiye..(2) mushkil bohot hai roza e zainab bachaiye roza bachaiye..(2) zalim qadam badhaye na ye akhri hai hadd ya ali ya ali ya ali madad, ya ali madad labbaik ya husain ya ali madad labbaik ya husain..(2) labbaik ya husain ya ali madad..(2) 8. Jaari hai ab bhi karbala labbaik ya husain naara hai inteqaam ka labbaik ya husain labbaik ya husain..(2) ghaibat ka parda uth gaya labbaik ya husain labbaik ya husain..(2) utho imam e asr ki.. utho imam e asr ki ab tum karo madad ya ali ya ali ya ali madad, ya ali madad labbaik ya husain ya ali madad labbaik ya husain..(2) labbaik ya husain ya ali madad..(2) 9. Ankho se sheh ke khoo hai rawa ya ali madad seene se khaichte hai sina ya ali madad uth ti nahi hai lashe jawa ya ali madad hai dekhta husain ko..(2) allah as samad ya ali ya ali ya ali madad, ya ali madad labbaik ya husain ya ali madad labbaik ya husain..(2) labbaik ya husain ya ali madad..(2) 10. Hai baat jab qamar ke ujalo ki zain ho nasir imam ke dil e zehra ke chayn ho zahra ke chayn ho..(2) qirdaar me ali ho amal me husain ho amal me husain ho..(2) raazi khuda ho hamse to raazi hamare jadd ya ali ya ali ya ali madad, ya ali madad labbaik ya husain ya ali madad labbaik ya husain..(2) labbaik ya husain ya ali madad..(2)