لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Kar Rahi Hai Dastan Gham Bayaan

Shadman Raza2015
ShiaNohaLyrics
Haayee shame gariba (3) Kar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (3) Haayee ye kismat kaha (2) Zainab kaha khaimo ki raakh Kar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2) Sar chupane ke liye jaaye bhi to jaaye kidhar Khoon ke pyaase nazar aate hai bahaqqe nazar Dur tak faili hai zer (2) aasma khaimo ki raakh Kar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2) Aalame islam ko ghairat dilaane ke liye Zulm iss had hue ye bataane ke liye Le gayi hai sham tak (2) saidaaniyaa khaimo ki raakh Kar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2) Karbala ki khaak par khoon me nahaakar so gaye Naaz zainab ko tha jinpar qatl wo sab ho gaye Kaash udte dekhte (2) teero jawaa khaimo ki raakh Kar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2) Bediyaan ne zer rasan pathar tapish aur gudkiya Kya yahi kismet me likha tha ke dekhe ham yaha Nezayo shamshiro khanjar (2) barchiyaan khaimo ki raakh Kar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2) Ham ise ghurbat sakina ki kahe ya bebesai Sar chupaane ke liye jaane hussain ibne ali Daalti hai sar me hur k (2) mutthiyaa khaimo ki raakh Kar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2) Raakh ne behte lahu ko jasb jis dam kar lia Chan dhiram par hi sahi par dekhne me lu laga Ban gayi kaano ki jaise (2) baaliyaan khaimo ki raakh Kar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2) Rehmato ka raat din wallah wo taahe nuzul Khil rahi hai aaj us jaa shabbiri ke phool Chaar su faili hui thi (2) kal jahan khaimo ki raakh Kar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2) Allah Allah karbala se shaam talak ka intehaan Kar nahi sakta koi asif ki si surat bayaan Shaadmaan is gham khud hai (2) nauhakhwaan khaimo ki raakh Kar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (3)