لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Karbala

Shahbaz Ali Khan2022
ShiaNohaLyrics
Qutelal Hussaino Be Karbala...6 Karbala Karbala Karbala..2 Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina Ab Kisko Me Du Sada Karbala Karbala Karbala..2 Sehra Me Kitne Laashe Dekhe Teri Bahen Ne Majboor Kar Diya Hai Mujhko Tere Dafan Ne Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina Ab Kisko Me Du Sada Karbala Karbala Karbala Khaime Jala Ke Zaalim Khushiyaan Mana Rahe Hain Kamsin Yateem Saare Aansu Baha Rahe Hain Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina Ab Kisko Me Du Sada Karbala Karbala Karbala Zakhmi Jo Laash Aayi Zehra Ke Gul Badan Ki Phir Tukde Tukde Dekhi Tasweer Bhi Hasan Ki Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina Ab Kisko Me Du Sada Karbala Karbala Karbala Hatho Me Rasan Bandhe Maqtal Se Ja Rahe Hain Qaidi Qadam Qadam Par Aansu Baha Rahe Hain Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina Ab Kisko Me Du Sada Karbala Karbala Karbala Bechain Hai Sakina Karbobala Ke Ban Me Sau Teer Dikh Rahe Hain Baba Tere Badan Me Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina Ab Kisko Me Du Sada Karbala Karbala Karbala Bazu Kate Jo Mere Abbase Bawafa Ke Karbal Me Gunjte Hain Yeh Bain Ambiya Ke Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina Ab Kisko Me Du Sada Karbala Karbala Karbala Afzaal Likh Raha Hai Yeh Roke Nauha Ghum Ka Har Ghar Pe Saaya Hoga Abbas Ke Alam Ka Me Lut Gayi Bhaiya, Ya Hussaina Mera Ghazi Na Raha, Ya Hussaina Me Hogayi Be Rida, Ya Hussaina Ab Kisko Me Du Sada Karbala Karbala Karbala