Ay mere bhaayi hussain
Shahid Baltistani•2006
ShiaNohaLyrics
Ay mere bhaayi hussain
Suno suno, shab-e-ashoor ka ye manzar hai, haay haay haay
Sirhaane bhaayi ke bethi, ali ki dukhtar hai, haay haay haay
Wo kehrahi hai mera sabr, azmaaoge
(Ay mere bhaayi hussain) x3
Qadam qadam pe mujhe bhaayi yaad aawoge (Ay mere bhaayi hussain) x2 Qadam qadam pe mujhe bhaayi yaad aawoge
(Sahar ko nana ka wada) x2 Jo tum nibhaawoge
(Ay mere bhaayi hussain) x2 Qadam qadam pe mujhe bhaayi yaad aawoge
Meri nigaah mei bachpan ki sari yaade hai
Kahi thi nana ne jo yaad wo bhi baate hai
Sahar se pehle charagho(n) ko tum bujhaawoge

Nabi sawari tumhari sawaar tum bhaayi
The amma zahra ke dil ka karaar tum bhaayi
Aur aaj khoon mei apne hi, tum nahaawoge

Tumhare chehre ka ye itminaan jaanti hu
Tumhara hona hai jo imtihaan jaanti hu
Bahan se dard-e-jigar ko chupa na paaoge

Guloo-e-asghar-e-besheer sina-e-akbar
Sata raha hai tumhe sabr kar rahe ho magar
Rida ke baat pe nazre mila na paaoge

Abhi to bali Sakina ka zikr baqi hai
Abhi to sham-e-ghariban ki fikr baqi hai
Rakhonge yaad kisse kisko bhool jaawoge

Na gham karo mere bhaayi tumhare baad bahan
Rida na orhenge jab tak tumhe mile na kafan
Ye dukh hai saath hamare watan na jaawoge

Kahaa(n) Hussain ne sunkar, kalaam Zainab ka
Hamari jaan ke badle bache tera parda
Ye kya kahaa(n) ke mera sabr azmaaoge

Tere baghayr muqammal nahi payaam mera
Tere baghayr adhura hai ab to naam mera
Kaho(n) mei aawungi majlis mei jab bulaawoge

Ye guftugu thi ke gunji azaan-e-akbar ki
"Rehan" hoti thi yalgaar sheh pe lashkar ki
Ali ki beti pukaari hame rulaawoge