لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Mera Asghar Kafi Hai

Shahid Baltistani2007
ShiaNohaLyrics
Hatho me Ali Asgar ko liye Shabbir Sadaa ye dete the x2 Kiyaa mujse larengi ye Foje jafaa. Nau Lakh is Lashkar ke liye Mere Asgar Kafi hai x5 1. Khud iski sana Quran ki terha Quran shujaat kerta hai x2 Hussain Ya Hussain x3 Ye Sher-e-Khuda ka pota hai Talwar bina larne ke liye Mera Asgar kafi Hai x4 2. Kamsin hai magar laachaar nahi Abbas ke jaise tewar hai x2 Hussain Ya Hussain x3 Bas ek ishare se apni tufaan bapa ker ne ke liye Mera Asgar kafi Hai x4 3. Ro de to baras jaye badal bole to kayamat aajaye x2 Hussain Ya Hussain x3 Ay marhab-e-dashte karbobala khaybar ko tere dhane ke liye Mera Asgar kafi Hai x4 4. Umat pe jafa manzoor nahi Mei sabir hu majboor nahi x2 Hussain Ya Hussain x3 ye Hukam-e-Mashiyat hai warna Abbas tere Badle ke liye Mera Asgar kafi Hai x4 5. Allah har Himat Baano ki khud fooj-e-sitam se kahti thi x2 Hussain Ya Hussain x3 Shabbir Pe Teer na Barsawo har teer-e-sitam khane ke liye Mera Asgar kafi Hai x4 6. Jab ayi Sakina Maqtal me, Ek Laash se Ati thi ye sadaa x2 Hussain Ya Hussain x3 Madaar ki Godh me so jawo pehlu me mere so ne ke liye Mera Asgar kafi Hai x4 7. Sugra ko khabar ye ho na saki, Dunyaa se gaya piyasaa bhayi x2 Hussain Ya Hussain x3 usne to likha hai khat me yahi Ay baba mere sine ke liye Mera Asgar kafi Hai x4 8. Rehan nahi fikr-e-mehshar Jab bab-e-hawaaij hai asghar x2 Hussain Ya Hussain x3 firdos me ibn-e-Zehra ke kadmo me jaga pane ke liye Mera Asgar kafi Hai x4