Qasim Di Mehndi Agae
Shahid Baltistani•2007
ShiaNohaLyrics
Qasim di mehndi aagai, banre di maan pukardi
x2
bewah hasan ki ro kar pukari lao sakina Qasim di mehndi
x2
1. Zainab ki hasrat, khuwahish hasan ki
x2
arman sugra Qasim di mehndi
bewah hasan ki ro kar pukari lao sakina Qasim di mehndi
x2
2. pani nahin tha khoon main ghuli hai, joo bu hai khoon ki khusboo wahi hai
x2
pamal hokar ran main sumo se, parhti hai noha Qasim di mehndi
bewah hasan ki ro kar pukari lao sakina Qasim di mehndi
x2
3. bazoo juda hai, tukre badan hai, matam ka jora pehne dulhan hai
x2
dulha ki maan ko, ujri dulhan ko, deti hai pursa Qasim di mehndi
bewah hasan ki ro kar pukari lao sakina Qasim di mehndi
x2
4. Arsh-o-zameen par pehle na dekhi na aesi mehndi na aesi shaadi
x2
sab so chuke hai ran main barati roti hai tanha Qasim di mehndi
bewah hasan ki ro kar pukari lao sakina Qasim di mehndi
Qasim di mehndi aagai, banre di maan pukardi
5. tukre badan kai, ibn-e-hasn kai daman main chun kar shabir laaye
x2
madar yeh samjhi kheme kai dar par, laaye hain mola Qasim di mehndi
bewah hasan ki ro kar pukari lao sakina Qasim di mehndi
x2
6. shadi kai ghar main matam hai barpa roti hai farwa roti hai kubra
x2
karbo bala main kis kis ko degi tanha dilasa Qasim di mehndi
bewah hasan ki ro kar pukari lao sakina Qasim di mehndi
x2
7. pani nahin tha khoon main ghuli hai, joo bu hai khoon ki khusboo wahi hai
x2
pamal hokar ran main sumo se, parhti hai noha Qasim di mehndi
bewah hasan ki ro kar pukari lao sakina Qasim di mehndi
x2
8. bazoo juda hai, tukre badan hai, matam ka jora pehne dulhan hai
x2
dulha ki maan ko, ujri dulhan ko, deti hai pursa Qasim di mehndi
bewah hasan ki ro kar pukari lao sakina Qasim di mehndi
x2
9.
Rehan
kehdo har matami sai shadi ho ghar main jab bhi kisi kai
x2
Qasim ki pehle majlis bapa ho, bhule na dhula Qasim di mehndi