لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ya kareema

Shahid Baltistani2008
ShiaNohaLyrics
Ya hamsheere raza 2 Assalamo alayka ya kareema Ya Kareema Tera bhai imame zamin hai tera baba dare hawaij hai ya kareema - 6 tune paaya hai zainabi rutba kazmi hai hasab nasab tera hai raza ki riza teri marzi hai gilaafe haram tera parda sar pe ahle kisa ka hai saya aapne nam fatema paya aap zeenat hai apne baba ki aur rakhti hai zainabi lehja Fatema zehra tere rauze ko ye sa'adat hai markaze fatema se nisbat hai fark do markado me itna hai wo baqaiyya ye qum ki jannat hai shahzadi jo tere rauze par motariz horahe hai sajde par ehteraaman hai shukr ka sajda aur wo bhi khuda ke kehne par saath dono jahan aate hai jabhhi wo jamkaran aate hai tujhse milne ko tere rauze par khud imame zamaan aate hai pohchi jo qum ajeeb manzar tha kale parcham lage the har ek jaa aise matam kiya hai bhai ka qum ko tune banaya karbobala ilmo idraak aagahi dede misle behlol zindagi dede naqshbardaare za'ereen bana apne rauze pe naukri dede hai ye rehan ki dua bibi fikre darwesh par nazar ho teri haath bechain hai ye matam ko qabre zehra pe ho azadari