لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

sham e ghariba

Shahid Baltistani2010
ShiaNohaLyrics
Kayamat ke manzar sare kabalaa hai na salaar hai aur na lasker bachaa hai Kayamat ke manzar Khudda yaa kise per na rota hai aisi ye kehte hai suraj gurur ho gayaa hai Kayamat ke manzar Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariba(n), saadat hai pardes hai Kya waqt hai Ghazi nahi Zainab hai Nigheban (Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariba(n)) x2 saadat hai pardes hai Ai raat andhero ko zara aur barhaa de Maqtal ki hawaa jhalte Charagho(n) ko bujaa de Dekhe naa Alamdaar behen ko sar-e-uriyaan (Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariba(n)) x2 saadat hai pardes hai Bibi koyi jhule ki jali raakh utha ker kehti hai agar tu nahi aayaa Ali asgar khud run me chali aaengi besheer teri maa (Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariba(n)) x2 Tu bhi naa rahaa jee ke karoo(n) kiyaa mere bache khud apnne hi hatho(n) se meri kabr bana de lailaa pe ye hoga Ali Akber tera ashsaan (Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariba(n)) x2 Daryaa ke taraf aah hai alamdaar kaa laashaa maqtal me ajab haal se ati hai sakina Khaimo kaa dhuwa(n) aankh me jhal taa huwaa daman (Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariba(n)) x2 kehte hai ye jhalte huwe khaymo(n) mei musalle sajaad tahajud to zara chain se perhle Afsoos ye mohlat bhi nahi dete musalman (Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariba(n)) x2 Woh waqt "taqallum" thaa ajab bint-e-ali per Kehne lage maula jo nikaab apni uthaa ker me baap hu Zainab muje pehchaan meri jaan (Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariba(n)) x2