لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Allah Allah Karrahe hai husain

Shahid Baltistani2012
ShiaNohaLyrics
Ajeeb shor hai Ajeeb shor hai ... Ke shor me sukoon hai 2 Ajab sukoon hai... Ajab sukoon hai Sukoon me junoon hai 2 Ye wo junoon hai Ye wo junoon hai ... Jo deen ka sutoon hai 2 Ya kya ye kyu ye kaise hai ye sochna haraam hai sochna haraam hai Kisi basher ki baat ka khuda ka khud kalaam hai khuda ka khud kalaam hai "Fazkoruni azkoro kum washkoruni Wala taghforun" Quran mein khud kahta hai khuda Wo mujhko kabhi jhutlata nahi Aur mere shakir rahta hai Jo mera zakir hota hai mai uska zakir banta hu Allah allah kar rahe hai husain Ya husain ya husain ya husain Ya husain Allah allah kar rahe hai husain Kar raha hai Khuda hussain ya husain Ya husain ya husain ya husain Ya husain 1)Khauf ahle sitam pe hai taari Zikre shabbir ab bhi hai jaari Jab khuda khud hai zaakire hai sarwar Kaun rokega ye azadari Ishk ka Tarjuma husain husain Kar raha hai khuda hussain husain Ya husain ya husain ya husain Ya husain Allah allah kar rahe hai husain Kar raha hai khuda hussain husain ... 2) Kah diya aayae mawaddat ne Hamse manga hai kya risalat ne Ab bhi Aqlo pe hai pade parda Raaze quran na samjha ummat ne Rabte zahra hai ya husain husain Kar raha hai khuda hussain husain Ya husain ya husain ya husain Ya husain Allah allah kar rahe hai husain Kar raha hai khuda hussain husain ... 3) uski baatil namaz hojae Shak jo zaate husain me lae Jo namaze khuda ko thukrae Phir wo matam liye kaha jae Hy Shaoore baka husain husain Kar raha hai khuda hussain husain Ya husain ya husain ya husain Ya husain ... 4) Kaise kaidi the karbala wale Sheh ke maksad ko sath leke chale Kab wo gaafil rahe hai sajdo se Kaid mein bhi namaz padhte rahe Aur jaari raha husain husain Kar raha hai khuda hussain husain Ya husain ya husain ya husain Ya husain ... 5)Jab madine me aae ahle haram Rozo shab tha husain ka matam Ab bhi taarikh de rahi hai sada Ghar me sajjad ke khuda ki kasam Eid ke din hua husain husain Ya husain ya husain ya husain Ya husain ... Sada ye gaib se aati hai ibne zahra ki Ye kaisi bahes me uljhi hui hai kaum meri namaz ka koi munkir hai majliso ka koi takallum aur hai darvesh ki tamanna yahi khudara jism ko tum jaan se juda na karo namaz aur aza ka tum mukabla na karo