لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Baghdad Ka Qaidi

Shahid Baltistani2013
ShiaNohaLyrics
YA MUSA-E-KAZIM X6 haye haye imam kazim imam x3 kar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2 bazaar-e-shaam x2 hai aankhon me sajjad ka lab par nauha hai kar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2 khud qaid jahan par kazim hai har din hai raat ke jaisa zindaan hai yeh bhi tang magar har raat raza ka baba zindan-e-shaam x2 jo yaad aaye deewar se sar takrata hai kar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2 hai door nigaho se lekin is ka bhi jawan hai beta jab yaad raza ki aati hai ruk karke karbobala ka zakhmi akbar x2 ke seene se nazro se bose leta hai kar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2 jab shaam ke saaye badte hai badti hai sadaye girya ek dard sa dil me uthta hai kehte hai tadapkar maula hai saath raza x2 ke masooma zinda me sakina tanha hai kar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2 mazloom paraye desh me hai dharas hai dil ko phir bhi mil jayega mujhko gusl kafan basti hai musalmano ki mazloom hussain x2 ki gurbat par dil khoon ke aansoo rota hai kar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2 hai chauda baras se qaid magar phir bhi wo yehi hai kehta abid ka ruku aur mera ruku ek jaisa nahi ho sakta main tanha hoo x2 woh maa behne bazar se lekar guzra hai kar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2 mazloomi matam karti hai padhti hai gurbat nauha woh jiske dada ko aakar jibraeel jhulaye jhula laasha uska x2 mazdooro ne baghdad ke pul par rakha hai kar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2 baghdad ke qaidi ne har dum abid pe kiya hai girya lekin akbar is gurbat par sajjad bhi rota hoga zanjeero me x2 tha jakda hua jab kazim ne dum toda hai kar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai x2 baghdad ka qaidi rota hai baghdad ka qaidi rota hai