لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Bas Raaj karegi Karbobala

Shahid Baltistani2013
ShiaNohaLyrics
Sarallah Ya Sarallah Ya Sarallah Ya Sarallah (2) Ghaibat Ka parda uthnedo jo dekh rahe hum logo tum bhi dekhoge yaad rakho zulm phir zulm hai khoon phir khoon hai zulm phir zulm hai badhta hai to mit jaata hai khoon phir khoon hai tapkega to jam jaayega Khaak e sehra pe jame ya tafe qatil pe jame FARQ INSAF PE ya paye salasil pe jame tere bedag pe ya lashe bismil pe jame khoon fir khoon hai tapkega to jam jaayega jo roze ajal se paya tha sabit hua roze ashura yeh kal bhi humara dawa tha yeh aaj bhi hai apna dawa zillat hai muqaddar batil ka bas raaj karegi karbobala daur ho chahe koi bhi 2 hai khuda ka faisla bus raj karegi karbobala zillat hai muqaddar batil ka karbala ka raj hi deene khuda ka raaj hai khanjaro ki maut hai yeh khoon ki meraj hai nauke naiza par ali ke laal ne sabit kia khun behkar bhi amal hai zulm ko maut aa gai gir gaya darbar batil karbala me aj bhi ab bhi hai lehra ke kehta hai alam abbas ka zulm ki baat hi kya zulm ki aukat hi kya zulm fir zulm hai agaz se anjam talak zulm ki kismat hai nakara aur ruswa se kaho jabr ki hikmat hai purkar ki imaan se kaho khun diwana hai daman se lapak sakta hai khoon phir khoon hai tapkega to jam jaayega zulm ki shehrag jo kate khun woh shamsheer hai jabr ko qaidi jo karle khun woh zanjeer hai khun ke ansu bahakar di yeh abid ne sada sham ke darbar me hai binte zahra berida yeh woh manzil hai jahapar sabr khud rone laga baap ke lehje me khutba deke zainab ne kaha ho kisi katil ka khanjar ya ho damane zameen khun ki sulji takallum chup nai sakti kabhi har gali me hai yeh nara aj bhi darwesh ka tune jis khun ko maqtal me dabana chaha aaj woh kucha o bazar me aa nikla hai kahi shola kahi nara kahi patthar bankar aisey shole jo bhujao toj bhujae na bane aise narey jo dabao toh dabae na dabe labbaik yaa hussain