لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Azaan e darwaish

Shahid Baltistani2016
ShiaNohaLyrics
Hussain, Hussain..(4) Assalamu alaika ya, saarallahi wab na saareh Assalamu alaika ya, qateelal abaraar Aarzoo ye dil e mann, mahrame darde dil e mann aye ghareeb e zahra, jaan e ali, khoone khuda Tu nahi hai to mera, koi duniya me nahi tere matam ke siwa, koi bhi armaan nahi hayya alal azaa, hayya alal buka, Hussain Hussain fi matamil hussain, mazloom e karbala, Hussain Hussain Karbala ye tu qibla e dilam, arbaabe mann.... Aaaghaa e mann Aarzoo ... Mera anjaam hai tu, mera aaghaaz hai tu hai tujhe meri khabar, mera hamraaz hai tu mai hu deewana tera, meri aawaaz hai tu tere matam ke siwa, koi bhi armaan nahi hayya alal azaa, hayya alal buka, Hussain Hussain fi matamil hussain, mazloom e karbala, Hussain Hussain Karbala ye tu qibla e dilam, arbaabe mann.... Aaaghaa e mann Aarzoo ... Mi guyad saani e zahra Aye ghareeb e zahra Maa ke boodeem pardah nasheen Az sare naizaa haale man bibeen Zainab e khasta jigar, thi jo paabande rasan chinn gayi uski rida, tune paaya na kafan bayn ye karti rahi, laash par teri bahan tere matam ke siwa, koi bhi armaan nahi hayya alal azaa, hayya alal buka, Hussain Hussain fi matamil hussain, mazloom e karbala, Hussain Hussain Man baraye tu girya mikunam, tu baraye mann Aaaghaa e mann Aarzoo ... 3. Hai takallum ki dua, malike kaun o makaa'n jis ke aankho'n se sadaa, khoo'n hai ghaibat mein rawaa'n aake darwaish wo de, sehne kaaba mein azaa'n {hayya alal azaa, hayya alal buka, Hussain Hussain fi matamil hussain, mazloom e karbala, Hussain Hussain}..(2) Man baraye tu girya mikunam, tu baraye mann Aaaghaa e mann Aarzoo ye dil e mann, mahrame darde dil e mann.... Hussain aye ghareeb e zahra, jaan e ali, khoone khuda.... Hussain Aynat-talib bi damil maqtoole be karbala..(3)