لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Baba Ka Janaza

Shahzain Haider2021
ShiaNohaLyrics
Zainab Ne Kaha Tham Ke Abbas Ka Shana Bhaiyya Na Uthao abhe Baba Ka Janaza Baba Ka Janaza Dhud-la Gaye Manzar nazar ata nahe kuch bhe thamty he nahi anso mery kya karun bhai baba hein kafan mai na aaba hai na ama-ma mai routi hun wo uth ke manaty nahi mujhko yun baba kabhe chorr ke jaty nahe mujhko na sar pe rakha hath na chuma mera mathaa routy hein jo hasnain sambhalo inhen jakar abbas na rou mery bhai yun tarap kar ghassh agaya kulsoom ko do isko sahara mai ladli baba ki hoon marjaungi bhaiiya ab ayengy bas karbobala mai mery baba jab sham e alam hogi rida bar sar e naiza hai rooh e nabi girya kuna pass hamary amma ke kabhe rouny ki sada aany lagi hai jibril bukka karte hein ruk jao khudara baba ki ziarat jo na kar paegi zainab jeety jee issi dard sy marjaegi zainab bin baba ujar jaegi bhaiiya meri duniya jab ghar sy samar uthta tha moula ka janaza shabbir ney zainab ko jo maiyyat sy uthaya tha zainab e dilgir ke lab par yehi noha