لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Mera imam bohot roya hai

Shakir Manglori2015
ShiaNohaLyrics
Mera Imam bahut roya hai bahut roya hai... kehke ya Shaam bahut roya hai bahut roya hai... 1. Pohche jab shaam toh khuli ne sadayein di thi maro pathar inhe islam ke hai ye baaghi...2 sunkar ilzam bahut roya hai bahut roya hai... mera imam... 2. De ke khushiyon ka samasar jafakaaron me haye ssehdaniyon ko shaam ke bazaron Qalbe imam bahut roya hai bahut roya hai... mera imam... 3. Yaad Zainab ko biradar ki dilata tha layeen bhare darbar khule sar jo bulata tha layeen Leke jab naam bahut roya hai... bahut roya hai... mera imaam... 4.  Pucha minhal ne jab bepanah rone ka sabab siskiyan leta hua maula mera keh kar tab... Haye As shaam bahut roya hai... bahut roya hai... mera imam... 5.  Shaam o kufa ke masaib na kabhi bhul saka Zakhm Qarbal ke rakhe seene pe har dam taza... Woh Tishnagaam bahut roya hai... bahut roya hai... mera imam... 6.  Jab kaneezi me sakina ko layeen leta tha... apni lachari pe hokar ke wo ehsaszada... Falaj makaam bahut roya hai... bahut roya hai... mera imam... 7.  Jisko hasrat thi watan jane ki wo masooma ek shab ho gayi khamosh toh sara kunbaan karke kohram bahut roya hai... bahut riya hai... mera imam... 8.  Aur kya likhe bhala isse ziyada urfi Ankhein hai giriya gunah padhke Hasan Shagir ki Yahi ka naam bahut roya hai... bahut roya hai... mera imam...