لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Alamdar assalam

Shozab Abbas2019
ShiaNohaLyrics
Abbas Alamdaar Abbas Alamdaar Abbas Alamdaar *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam (2)* *Aey fouj ke salaar Alamdaar assalam* *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* Aey Qamre bani hashim Aey Noore Ali ghazi Zehra ki dua hai tu shehkaar e Jali ghazi (2) Aey paikare anwaar Alamdaar assalam *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* *Aey fouj ke salaar Alamdaar assalam* *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* Quran wafa ka hai Paiker tu haya ka hai Hai shair Ali ka tu Jo shair khuda ka hai (2) Aey saniye karrar Alamdaar assalam *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* *Aey fouj ke salaar Alamdaar assalam* *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* Mansab hai alamdari Maslak hai wafadari Hai babe hawaij tu Hai faiz tera jari (2) Aey sakhiyun ke sardar Alamdar assalam *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* *Aey fouj ke salaar Alamdaar assalam* *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* Siffeen mein jab taigh e ghazi ke khule johar Kat Kat ke gire qadmon mein fouje adoo ke sir (2) Aey qatil e kuffaar Alamdaar assalam *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* *Aey fouj ke salaar Alamdaar assalam* *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* Markaz hai ataoo'n ka Mehwar hai disoo'n ka Zamin hai ridao''n ka Kaba hai wafao'n ka (2) Aey sahibe kirdar Alamdaar assalam *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* *Aey fouj ke salaar Alamdaar assalam* *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* Pehchan hai mashkiza Pehchan alam bhi hai Pyaso'n bharam hai tu Saqqae haram bhi hai (2) Aey tashna dilafgaar Alamdaar assalam *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* *Aey fouj ke salaar Alamdaar assalam* *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* Teri aas pa chohd aaya Nana ka nagar ghazi Shabbir musafir ka Tu zore kamar ghazi (2) Aey sheh ke madadgaar Alamdaar assalam *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* *Aey fouj ke salaar Alamdaar assalam* *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* Talwaar nahi khainchi Ki sheh se wafadari Abbas ne chup ker ke Islam pa jaa'n wari (2) Amy haq ke tarafdaar Alamdaar assalam *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* *Aey fouj ke salaar Alamdaar assalam* *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* Jab qatl huwa ghazi Darya ke kanare per Jawwad yun Kehti thi Lashe pa qaza ro ker (2) Aey Pyaso'n ke ghumkhwaar Alamdar assalam *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam* *Aey fouj ke salaar Alamdaar assalam* *Ya ghazi Alamdar Alamdar assalam*