لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Dooba Huwa Farzand Ka Lasha

Syed Ali Arbaz Jafri2025
ShiaNohaLyrics
Dooba Huwa Lahoo me hai Farzand Ka Lasha Do Maa Ki Tamanaoun Ka Yeh Khoon Huwa Hai 1- 18 Baras pala tha jis naunehal ko Hasrat sai dekhtai sabhi Jiske Jamal Ko Aya hai lasha khaimai mai us noor-e-ain ka 2- Barat Saj Nay Payei us naujawan ki 18 Saal jo huwi to mout agaie afsoos shahzada zinda nahin raha 3- Haye Magar Naseeb Nai Mouqa nahin dia seenay pay kha kai neeza woh maqtal mai girgaya arman dono maa'on ka mitti mai mil gaya 4- Maa'on ka kuch bacha nahin hoosho hawas hai Nazoron kai samnai ali akbar ki lash hai kaisai sakoon payei woh beta nahin raha 5- Ab tak thein dono maa'ein (mother) barabar guman mai aik samt sir ko peet tien zainab-e-nazar noushah ban kai niklayga shehzada jab mera