لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Amma tere hussain ne sab kuch luta diya

Syed Murtaza Abbas Hamdani2017
ShiaNohaLyrics
Amma tere hussain ne sab kuch luta diya Nana se jo kiya ta wo, wada niba diya Kitni uthayi mayate, tere hussain ne Kitne sitam uthayi, tere hussain ne Kitne diye jala diye, maqtal saja diya Pyassa hun teen roz ka, gham se nidal hun Zakmo se choor choor hun, ashur dahal hun Lekin tumhare laal ne, jungle basa diya Karyal jawan ki laash pe, roya tera hussain Abbas ki juda ime, luta hai dil ka chain Kud apne dil ko karbala, maine bana diya Ujra hai gul sitan mere, murja gaye hai phool Qurbanniya hussain ki, kar lijiye kubool Kya tha ye dashte karabala, or kya bana diya Maqtal dalo ek nazar, be sar sab badan Pala tha jinko qod mein, ye wo hai pur mahan Meine ajal ki god mein, sab ko sula diya Har sakte imtehaan se, guzra tera hussain Lekin na rahe sab se, uthra tera hussain Bayat ke har sawaal ko, meine mita diya Qwaabe khaleel ke liye, tabeer ban gaya Amma mein ranjo gham ki wo, tashweer ban gaya Umat ne nana jaan ko, ayse sila diya Tum dekhna ke ek din, aysa bhi ayega Hoga har ek zubaan par, noha hussain ka Meine kuda ke deen par, ghar jo luta diya Abbas phir hussain par, shamsheer chal gayi Ab kya bayaan gham karu, ay mazhar abide Gash kayega jise bhi ye, noha suna diya