لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Rondi reh gayi sugra

Syed Raza Abbas Zaidi2015
ShiaNohaLyrics
Rondi reh gayi sugra , apne baba nu (2) Baba safar me tumko sugra na yaad ayi (2) Aangan ko apne chhoda (4) basti nahi basaayi Baba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumko Haaye raaho ki dhul mujse kehti ja rahi thi Koi nahi aya lene ,bas maut aa rahi hai Bas maut aa rahi hai , koi na aya lene Tumne kiya tha wada (2) Ayega lene bhai Baba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumko Hota hai jab bhi khattka lagta hai mujhko baba Qaasid jawaab lekar shayad tumhara aya Shayad tumhara aya , qaasid jawaab lekar Ummeed koi lekin (2) Puri na hone paai Baba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumko Shikwaa hai mujhko tumse , akbar se bhi gila hai Haa agar lene na aye, itna to puch lete Itn ato puch lete , lene agar na yae Zinda hai ya watan me (2) Sugra ko maut ayi Baba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumko Bimaar hu mai kitni , amma ye jaanti thi Baba phuphi bhi mujhse chhup chhup ke ro rahi thi Chhup chhup ke ro rahi thi , baba phuphi bhi mujhse Na yaad bhi kisi ne (2) Tumko meri dilaayi Baba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumko Ammu bana rahe the , akbar ko jab ke dulha Maa ne nazar utaari , maatha phuphi ne chuma Maatha phuphi ne chuma , maa ne nazar utaari Jab tumne uski shaadi (2) Pardes me rachaai Baba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumko Hujre me jab sakina asgar se khelti hai Phunkaariyon pe uski hasti hai khilkhilaake Hasti hai khilkhilaake, phunkaariyon pe uski Meri kami tumhe na (2) Mehsus na hone paai Baba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumko Jab raat ko sakina sine pe soti hogi Sone se pehle aakar jab tumse karti hogi Jab tumse karti hogi, sone se pehle aakar Kehti to hogi sugra Kyu ab talak na aai Baba safar me tumko sugra na yaad ayi , baba safar me tumko Aya samar jo sheh ka , malbus khu me dooba Boli raza wo rokar , baba ka thaame kurta Baba ka thaame kurta , boli raza wo rokar Kyu tumse pehle baba (2)