لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ya ali ummed e mehsharam

Syed Raza Abbas Zaidi2018
ShiaNohaLyrics
Haider.. haider Taa surat e paywand jaha'n bood ali bood taa nakshe zamee'n bood zamaa'n bood ali bood ham adam o ham sheest o ham ayyub o hum idrees hum yusuf o hum yunus o hum hood ali bood wallah ali bood, ali bood,ali bood taaro ne abhi aankh na kholi thi, ali tha khaliq ki zubaa'n kun bhi na boli thi, ali tha wallah ali tha, wallah ali tha.. ali asadullah.. ali wajhullah.. ali karamullah.. ali ya ali ummed e mehsharam..(2) ya ali yeki e dilbaram..(2) ek tu hi hijab e kibriya, ali ye imam e awwalam 1. Awwal adam e bus teri zaat e girami hai ya ali hai tu hi zalik-al-kitaab e rabbe jali tu ali, tu hi wali, tu hi jali, tu hi khafi ali ya ali, humsari kare kya koi, bandagi kare kya koi ya ali ya haider ali ya ali, chahiye teri aagahi, har jagah mile bus tuhi ya ali ya haider ya haider..(4) 2. Shahid e mashoode do jahaa'n raaz e kun ka tu hi raazdaa'n qabl as kaun o makaa'n tu hi khaliq e zameen o aasmaa'n raaz e kibriya, juz tere koi nahi jaana ya ali mere idraak ne ye maana ya ali tu shafa, tu hi ataa, tu hi dawa, tu hi duaa ali ya ali, tu mila meri zindagi, hogayi meri bandagi ya ali ya haider ali ya ali, dar tera dar e kibriya, hashr ka tu hi aasra ya ali ya haider ya haider..(4) ya ali ummed e mehsharam..(2) ya ali yeki e dilbaram..(2) 3. Ishq e fatemeh rajaz e rooye labe shahe alameh mikhunam mann bi tarso ba hameh faqat e yare ke khalifeh be aalameh ali ya ali, aabru e ghazanfari, ke shuja e ghazanfari ya ali ya haider ali ya ali, quwat e farma rawa, nazr e tuye jaane maa ya haider..(4) 4. Hai yehi hadees e mustafa paak seeno mein teri wilaa bus tera ishq jise milaa tohfa e khuda hai ba khuda tu hai lafata, quwat e dast e khuda, tu hai ya ali, fatahe dasht e wigha tu hai ya ali, ye karam jaho hasham, tegho alam, kisko mile ali ya ali, khwahish e dile fatimi, nazishe kul hashimi ya ali ya haider ali ya ali, ghalib e kulle ghalibe, bazu e abu talibe ya ali ya haider ya haider..(4) Haider.. haider.. Tegh e ali... jab bhi chali... qahr e khuda.. banke giri... Tegh e ali... jab bhi chali... qahr e khuda.. banke giri... rann me larazte the shaqi maut bhi katrake chali Dekhlo payenge ajal khaima o siffeen o jamal dete the har jang mein jibreel sadaa Ya qaheral aduwwe ya waliyal walii ali.. ali.. ali.. ali...(2) ali waliyullah.. haider ali aynullah.. haider ali nafsullah.. haider ali yadullah.. haider haider.. haider.. haye tanhayi teri...(2) Haq tera cheena gaya tune shikwa na kiya zakhmi pehlu pe tera maine girya bhi suna ek bachhi sare zindaan bulati thi tujhe yaad phir aagayi shabbir ki tanhayi mujhe ek tanhayi sare dashte hirasa zainab bayn karti thi sare shaam e ghareeba'n zainab haye tanhayi teri..(4) Raza abbas kabhi mazhar abidi ki fugha'n teri tanhayi tere saath gayi sue jinaa masjid e kufa se jibreel ki jab aayi sadaa haaye.. qad qutilal ameeral mo'mineen... wawaila..