لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

kehti hai sakina

Syed Raza Hussain Rizvi (machilipatnam)2019
ShiaNohaLyrics
(Kehti hai sakina ×4) (Alatash ki sada e deti hai) (Kehti hai sakina×2) (1) Tab tum gaye dariya par, Wapas nahi aye pyasa hai mera asghar(a.s) pyase hai wo pyaree intezar jo karti ho aao na chacha jaan (Kehti hai sakina ×4) (2) kehti thi phuphi meri, ayenge chacha jaan deti thi dilasa mujhe, meri phuphi amma sabr karo aye jaan ayenge chacha jaan (Kehti hai sakina ×4) (3) baba nazar ane lage, aap ka alam bhi tab bhi meri ek aas, ammu nahi tooti afsous hai ammu tum bhi tho na aye na (Kehti hai sakina ×4) (4) ammu tumhare baad, Kya kya na wo guzre Shamiyou ne akaar, Gauhar mere chinee Kitna muje wo dard pohoncha tha chacha jaan (Kehti hai sakina ×4) (5) ammu hame bahooth phirwaya gaya tha, yaad ata hai manzar tadpayagaya tha mai tumko bolati rahi tum bhi tho na aye na (Kehti hai sakina ×4) (6) Syed Raza hussain, Zehra ke azadar Rizvi jo tumne likha, Shahzadi ka ye bain bas khatm kar nisaar ye ghum ye dastaan (kehti hai sakina-4) alatash ki sadae (deti hai sakina-2)