لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Karbal mein luta hai Mohammad ka nawasa

Syed ali asghar abbas nasir2019
ShiaNohaLyrics
Kerbal ma luta hai, Muhammad s.a.w.w ka Nawasa Muhammad s.a.w.w ki beti bhi yahan roti rahi hai Ali e Murtaza bhi yahan rotay rahy haun Rota he raha yan peh Muhammad s.a.w.w ka nawasa Kerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa Kaho na musalmano tum isay jung e iqtadar Karo na musalmano Muhammad s.a.w.w ko tum naraz Ghar ko luta gea hai, Muhammad s.a.w.w ka nawasa Kerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa Akbar a.s k chalay janay say, Binaaiii gae hai Abbas k janay say , qamar toot gae hai Tanha reh gea hai , Muhammad s.a.w.w ka nawasa Kerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa Ik baiti madinay ma, rah daiiikh rahi hai Ik baiti kahimon say, yeh daiiiikh rahi hai Laieno nay ghaira hai, Muhammad s.a.w.w ka nawasa Kerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa Roshan kiya diya, Hussain ibn e Ali a.s nay Chalay thay jisko, yazeediii bujhanay Isko chala gea hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa Kerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa Nasir to manai ga, ghumeee shabir Jism peh chalae ga,her hussssaini Zanjeer Rota he raha jis peh, Muhammad s.a.w.w ka gharana Kerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa