لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Bimar Musafir

Tejani Brothers2008
ShiaNohaLyrics
Bimar Musafir (Sajad ka woh imteha(n)) x4 (Bimar musafir hay aur sham ka darbar) x2 (Sajad ka woh imteha(n)) x2 1. Hatho(n) me rassiya(n) aur pawo(n) me beriya(n) Gir gir ke uth raha tha bimar natawa(n) Gham-o-ranj se, jigar chaak tha Lahu se bhara, woh poshaak tha Gira(n) tok ka tha ghardan pe haar (Sajad ka woh imteha(n)) x2 (Bimar musafir hay aur sham ka darbar) x2 (Sajad ka woh imteha(n)) x2 2. Kistarha lut gaya ye, bekas ka qafla Beparda binte haider ne roke di sada, Mera nawjawa(n), mera bezuba(n), Mera bawafa, mera bhayi jaa(n) Abhi sab hai neze pe sawaar (Sajad ka woh imteha(n)) x2 (Bimar musafir hay aur sham ka darbar) x2 (Sajad ka woh imteha(n)) x2 3. Ankho(n) se khu(n) bahaya, ghayrat ke naam me Beparda maye(n) behne bazaar shaam me Tamashayi yu(n), rulaate raha Sitam par sitam, woh dhaate rahe Thi charo(n) taraf se pathhar ke waar (Sajad ka woh imteha(n)) x2 (Bimar musafir hay aur sham ka darbar) x2 (Sajad ka woh imteha(n)) x2 4. Seene pe sone waali, girti thi khaak par Bachi pe raham koi, khaaya nahi shimar Rida chin gayi, chine baaliyaa(n)