لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ay shaam-e-gharibaan

Tejani Brothers2010
ShiaNohaLyrics
Ay shaam -e- gharibaan (Shame ghariban , shame ghariban ) x2 Uthta hai dhuwan , zainab Chalti hai hawa , zainab Uthta hai dhhuwa ( n), chalti hai hawa , aur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba ( n), wawayla , ay shame ghariba (n) 1. Matqool huwa , haider ka pisar Roti thi zamee ( n) rota tha qamar Thakta tha nahi shaytaan magar Pamaal huwa zahra ka jigar Jaise duba suraj ka nishaa ( n) Waise duba dil zainab ka Aur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba ( n), wawayla , ay shame ghariba (n) 2. Pamal huwe hai sab lashei (n) Aur khaak huwe sare khaymei ( n) Abbas nahi akbar bhi nahi Roti hai sakina maqtal mei ( n) Bali bhi chhini daman bhi jala Sab bibiyon ki chhinti hai rida Aur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba ( n), wawayla , ay shame ghariba (n) 3. Hai khun ka dariya karbal mei , Sote hai bahattar maqtal mei Sab bibiyan hai bechain yahan Khamosh hai bachei ( n) jangal mei Hota hai yateemo ( n) par hamla Aur maarke haste hai ( n) aada Aur dekhrahi hai karbobala Ay shame ghariba ( n), wawayla , ay shame ghariba (n) 4. Ik jalte huwe khaymo me gira Salaare haram hai ghash me parra Jal jaye yahan ya ban me chale Batlado hamme mere maula Zainab ki pareshani hai yahi Beparda hai kunba ahmed ka Aur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba ( n), wawayla , ay shame ghariba (n) 5. Pehre pe hai ab zainab tanha Hathon me liye tutta neza Abase harram banna hai usse Hai asma ( n) ab uska parda Bachhon ko sambhale ya khud ko Koyi na sahara hai uska Aur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba ( n), wawayla , ay shame ghariba (n) 6. Kehti hai ye asgher ki madar Arman mere hai khun mei tar Maqtal se na aaya phir wapas Cheh maah ka mera noore nazar Pani na muyassar usko huwa Garden pe wo teere sitam khaya Aur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba ( n), wawayla , ay shame ghariba (n) 7. Masum sakina roti huwi Ghabra ke yun maqtal me aayi Chillayi ke ay mere baba Kis haal me hai beti ye teri Khati hun tamache chehre par Paas apne bulalo ay baba Aur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba ( n), wawayla , ay shame ghariba (n) 8. Pichhe bachi ban me aakar Kya dekhti hai binte haider Aaram se soti hai bachhi Ik besar laash ke sine par Hai charo taraf khu ( n) ka darya Sunsaan hai jungal ye saraa Aur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba ( n), wawayla , ay shame ghariba (n) 9. Us laash tejani kit hi sada Sunlo to zara meri behna Islam bachana hai tumko Aur saath hai har mushkil sehna Tum dekh chuki ho jang meri dekhunga mei ab sabr tera Aur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba ( n), wawayla , ay shame ghariba (n)