لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Dete Rahenge Ye Sada

Tejani Brothers2011
ShiaNohaLyrics
Dete Rahenge Ye Sada Labbayka ya hussain (dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2 Teeron ki barish huwi, Asr ka waqt agaya Dekh raha tha falak, hoti thi tumpar jafa, Zeen pe na khaak pe aap ka lasha para Aap ke halqoom par shimr ka khanjar chala, jalasa shimran ala sadri-zaki wa haz nahr al-hussain ibn ali (dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2 Qasimo asghar nahi, akbaro abbas bhi, Shame ghariban hai aur, bibiyan sab hai khari Khaymon me ab hai dhuwan, sar se rida chingayi Sham talak berida roti hai binte ali ya rayt haz nahri qabal nahruka Wa la ara ala at-tirbaan jismuka (dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2 ayi wo beti teri sham ke bazaar me kaano(n) se bali chini, jisko tamache lage sham talak rororahi thi yahi kehte huwe baba kahan ho mere awo bachawo mujhe ayna tara bint imam-al-huda hawlaha al-aadaa wa ruus fawqaha (dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2 Askhk bahate hai hum, karte hai matam tera, Hum tere hi naam me karte hai majlis bapa Jine ka maqsad hai tu, tu hai humari baqa akhri sanse talak dete rahenge sada nahnu jameean sarakhna lak hussain Wa naqoolu kulna fida lak hussain (dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2 Khuda hi janta hai haqiqat hussain ki, Mustafa se pucho izzat hussain ki, Jibreel se pucho khidmat hussain ki, Kul ambhiya se pucho ibadat hussain ki, Mola ali se pucho azmat hussain ki, Fatima se pucho fazilat hussain ki, Sakina se pucho mohabbat hussain ki, Sajjad se pucho wasiyat hussain ki, Behlool se pucho jannat hussain ki, Rahib se pucho sakawat hussain ki, Kul karbala se pucho karamat hussain ki, Yazeed say pucho zara taqat hussain ki. aaj talak goonjti hai ye jahan me sada tha tere lab pe buka barsare karbobala kehte hai labbayk hum, har gari aur har jaga kaash yun hote to hum, saath bhi dete tera laytana kunna maak fi karbala Li Nasfika fi hubbika ad-dimaa (dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2 chaand sitaron pe aur, arsh pe hai tera naam koyi na jo karsaka tune dikhaya wo kaam dono jahaan me har aik, karte hai tujhko salaam tune bachaya hai deen ay mere pyare imam haqaqta hilman bi himayat ad-deen baqayta dawman awnan li ash-shakireen (dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2 aaj bhi tere muhibbon pe hai zulmo jafa ghazza medina najaf, karbobala samarra humko hai ab dekhna, badla-e-karbobala awo imame zamaan hai yahi dil ki dua Hatta mata yudhbahu hub al-wasi Wa dhanbuna huwa hub aali ali (dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2 hai ye tejani dua ay mere parwardigaar bhejiye mehdi ko ab, kehte hai hum baar baar lashkare mehdi me ho saare hussaini shumaar jitenga islaam aur, hogi wo zulmat ki haar hadha ad-dua minna ya rabb ya shafi ajjil dhuhoor sahib ul-asr ya sami (dete rahenge ye sada ya hussain, saara jaha(n) tum pe fida ya hussain) x2