لَا إِلٰهَ إِلَّا الله مُحَمَّدٌ رَسُولُ الله عَلِيٌّ وَلِيُّ الله

Zulfiqar IconShiaNohaLyrics

Ek Taraf Ghairat E Abid

Waseem Rizvi2007
ShiaNohaLyrics
Ek Taraf Ghairat e Aabid , Ek Taraf Shaam Ka Bazar Ek Taraf Ghairat e Aabid Ek Taraf Shaam Ka Bazar Au Us Par Ye Qayamat Be Rida Itrat e Athaar Ek Taraf Ghairat e Aabid Dil Suku’n Paye To Kaise Dil Ko Behlaye To Kaise Leke Hamrah Haram Ko Us Taraf Jaye To Kaise Har Zuba’n Ho Jaha’n Qatil , Har Nazar HO Jaha’n Khoo’khaar Ek Taraf Ghairat e Aabid Kiya Kare Aabid e Muztar Kitna Dilsoz Hai Manzar Har Taraf Zulm Ke Baani maa’n Phuphi Behne’n Khule Sar Almadad Fatahe Khaibar Ek Taraf Ghairat e Aabid Yaas Hai Deeda e Nam Mei’n Aur Dil Dube Hai’n Gham Mei’n Itrat e Paak Hai Tanha Haye Is Shehr Sitam Mei’n Ghar Se Nikle Na Kabhi Jo Aa Gaye Hai’n Sare Baazar Ek Taraf Ghairat e Aabid Aulm Jo Un Pe Pade Hai’n Wo Pahado’n De Bade Hai’n Jin Ko Suraj Ne Na Dekha Sar Khule Aaj Khade Hai’n Koi Hamdard Nahi Hai Na Koi Monis o Ghamkhaar Ek Taraf Ghairat e Aabid Ek To Bimaar Thi Aafat Us Pe Durro’n Ki Aziyat Tauq o Zanjeer Mei’n Jakdi Haye Quraa’n Ki Aayat Kiya Zamane Mein Nahi Tha Koi Quraa’n Ka Tarafdaar Ek Taraf Ghairat e Aabid Jab Se Nikla Hai Watan Se Jism Hai Chhor Thakan Se Kaa’npne Lagta Hai Qaidi Haye Durro’n Ki Jalan Se Zakhm Par Dhoop Ki Barish Ya Koi Barq e Shararg Ek Taraf Ghairat e Aabid Misle Suraj Thi’n Jo Zaate’n Unki Qismat Mei’n Thi Raaten Har Taraf Tanz Zaba’n Par Jitne Moonh Utni Thi’n Baate’n The Jo Ta’zeem Ke Layeq , Un Pe Ta’ano’n Ki Thi Bochhaar Ay Faseel Ashko’n Ke Gowhar Hay Paye Aabid e Muztar Daam Kiya In Ke Lagaye Auliya Ho’n Ke Payambar Ek Zahra Ke Alawa Kaun Hai In ka kharidar Ek Taraf Ghairat e Aabid